Har taraf khamoshi...

Har taraf khamoshi ka saya hai,
Zindagi me pyaar kisne paya hai,
Hum yaadon mein jhoomte hai unke aur zamana kehta hai
"Dekho aaj phir peekar aaya hai."

0 comments:

Post a Comment

Popular Posts